Facts about the sun in hindi:_dosto jaesa ke hame pata hai ke suraj (sun) solar system me kya position rakhta hai.is ki importance Earth ke liye kitni zaroori hai isi liye aap ke knowledg ko badhane ke liye is post me ham suraj ke bare me kuchh ansune facts aap ko bataege to chaliye shuru karte hai facts about the sun in Hindi.
• Suraj ek star hai jo solar system ke theek beech me hai.
• सूर्य koi thos nahin balki aag ka gola hai.
• सूर्य itna bada hai ke eh apne andar 1 million Earth sama sakta hai.
• Suraj ka diameter lagbhag 1.39( 864,000miles) kilometres hai.
• Suraj ka mass Earth ke mass ka 330,000 guna hai.
• सूरज ka mass poore solar system ke total mass ka 99.86% hai.
• Suraj ke ke mass ka teenchawthai hissa hydrogen (73% ) se bana hai.Helium(. 25%) Hai jab ki oxigen, carbon, iron jaese elements bahot hi kam hai.Jaese Oxigen (0.77%) carbon (0.29%) iron (0.16%) Neon (0.12%) nitrogen (0.9%) silicon (0.07%) magnesium (0.05%) sulphur (0.04%).
• Suraj ki umr 4.6 billion saal hai kiyunki eh aaj se lagbhag 4.6 saal pahle bana tha.
• Suraj ka core har second me 600 million ton hydrogen ko helium me fuse karta hai.
• Is ke core me maojood energy ko surface tak aane ke liye 10,000 se 1,70,000 saal lag sakte hai jabki suraj ki kirne Earth tak sirf 8 minutes 20second me pahonch jaati hai.
• Suraj Earth ki opposit direction me ghoomta hai.
• Sun jis process se energy generat karta hai us process ko nuclear fusion ( combining hydrogen nuclei into helium) kahte hai.
• Sun ke cor ka temperature 15million°c hai
Aur surface ka temperature lagbhag 5500° c hai.
• Sun har ghante me 100million nuclear bomb jitni energy produce karta hai.
• Suraj ka colour white hai lekin Earth se dekhne par atmosphere ki wajah se suraj hame red, yellow , orange dikhai deta hai.
• Suraj sabse pahle japan me dikhai deta hai is liye japan ko,,the land of tha rising sun ( ugte hue sooraj ki bhoomi)kaha jata hai.
Amazing facts about Earth in Hindi
• Sun ke gravitational force ki wajah se hi Earth uske chakkar lagata hai.
• Suraj se earth ki doori 149.6 kilometre hai.