Doston aaj mae aap ko hamare planet Earth ke baree me kuchh aese amazing facts bataoga jinhe jaan kar aap haeran rahe jaoge.
To chaliye shuru karte hai amazing facts about Earth in hindi.
1) Earth aaj se lag bhag 4.54 billion saal pahle wajood me aya tha.Earth ko le kar scientists ka kahena hai ke Is planet par 4.1 billion saal pahle,,life,, ki shuruwat hui.
2) Earth par Aaj se Kareeb 6 Crore saal pahele Din (day) sirf 21 ghante Aur 54 minutes ka hi hua karta tha.
3) Earth Puri tarah se gol nahin hai balke,poles, sa chapta hai.
4) Earth par sab se zyada taapman° July 1913 America me measure kiya gaya tha jo ke ( 56.7°c) tha.
5) Earth par sab se kam taapman July 1983 (-89.2°c) Russia me maapa gaya tha.
6) Earth ka lag bhag 71% surface Paani se Dhaka hua hain.
7) hamare Earth ka Radius ( 6378.1 kilometres) hai.
8) Earth circumference (परिधि) lag bhag 40,075 kilometres hai.
Amazing facts about Earth in Hindi
9) suraj ka chakkar lagane me earth ko 365 din 5 ghante 48 minutes 46 second lagte hai matlab ki 365 din 6ghante .
10) solar system ke sab se bade planets ki ginti me Earth 5 number par hai.
11) suraj ke baad Earth se Kareeb ka tara ( praxima century) hai.
12) Chand (moon) Earth ka ek akela upgrahe hai.
13) Earth par insaano ke dwara use kiya jane wala zyadatar paani nadiyon,naheron se aata hai.
14) Earth ka 97.2% water samundar ( ocean) me maojood hai.
15) Earth ka 2.15% water glacier, ice ki shape me hai.
16) Earth par fresh water jhelon ke roop me 0.009% hai.
17) Earth par mitti ki nami ( soil moisture) ke roop me water 0.005% hai.
18) Atmosphere ( vatavaran) me Earth ka 0.001% water hai.
19) 1990 me akele US America ne 327,000 billion gallones water ek din me use kiya tha.
20) Earth ka surface area (510.1million km2) hai.
Aur Land area (148.9million km2)
Aap is Post ko padhna pasand karege:-
10 amazing facts about science in Hindi