Amazing facts in Hindi about world|world facts in Hindi| Facts in Hindi about world

Amazing facts in Hindi about world|world facts in Hindi| Facts in Hindi about world

 Amazing facts in Hindi about world



• Shaadi ki anguthi hamesha left ring finger me hi pahenai jaati hain kiunki eh akeli finger hai jis ki nas Dil tak jaati hai.


• Kya aap ko pata hai ke plastic ke glass me garam chai peene se hame kidney aur liver ki bimariyan ho Sakti hai yahan tak ki aap ko Cancer bhi ho sakta hai.isliye hame chahiye ki ham kaanch ke glass me ya mitti ke,,kulhad,, me chai piye.


• Japan me male students Doosre ko apne pyar ka izhaar karne ke liye apni shirt ka uper se 2nd botton dete hai.kiuki shirt ka doosra botton Dil ke bahot zyada kareeb hota hai.


• Har saal train's aur diwaron par thookne se hone wale dagon ko saaf karne me indian railways 12,00crod rupeye se zyada ka kharcha karti hai aur in daagon ko dhone me bahot zyada paani bhi wast hota hai.


• Bijli ka jhatka lagne se insaan ki maot kyu Hoti hai?

Jan kisi insaan ko Bijli ka jhatka lagta hai us wakt khoon me maujood iron ki wajah se khoon jal jata hai hai aur khoon na milne ki wajah se dil kaam karna band kar deta hai aur is tarah Insaan ki death ho jaati hai.


• Aap ko jaankar haerani hogi ke India me housewife,s ke paas duniya ka 11% gold hai.eh gold Us,IMF , Switzerland ke gold ke poore bhandaar se zyada hai.


• Kya aap ko pata hai ke baans (bamboo) ke ped ki kuchh prajatyan 1 din me( 47.6 inch) yani lag bhag (4feet) tak bagh jata hai.

aur kuch wakt to eh tree 1 miter prati ghante ki speed se badhne lagta hai.is liye eh Earth par sabse zyada speed se ugne wala tree hai.


• 25 July se 23september 2001 me Kerala me lal pani ki barish (red rain) jise khooni barish bhi kaha jata hai|


ajebo gareeb tareke se shuru hoi aesi barish kerala me bahot Baar sunne me aai isme kabhi kale (black) colour ki barish to kabhi green colour ki barish bhi Hui hai.lekin is ka ab tak koi thos saboot nahin hai ki eh barish in colours ki kiu hoti hai.|


• Doston bahot se logo ko nahin pata ke kisi bhi silver jubilee jeez ke 25years complete hone par manai jaati hai|


Dosto agar aap ko amazing facts in hindi about world achchi lagi ho to ise share zaroor kare.

Amazing facts in Hindi about science