amazing facts in Hindi about science|amazing facts about science

amazing facts in Hindi about science|amazing facts about science

 Amazing facts in Hindi about science


Aaj aap is amazing facts in Hindi about science ki post me aese scientific aur interesting facts jaanne wale hai jo shayad hi aap ne kabhi sune hoge.


To chaliye shuru karte hai amazing facts in Hindi about science|

Kya aap ko pata hai ham koi bhi cheez apni aankhon se nahin balki apne dimag se dekhte hai,| is ka matlab eh hai je aankhen sirf information ko dimag tak le jaati hai.aur uski tasweer ko banane ka kaam hamara brain karta hai.


 • Ek study ke mutabik 75% logo ke dimag me creative ideas tab aate jab wo bathroom me shawer Lete hai.


• Bahotsi baar koi insaan aap ke sawal ka jawab is liye nahin deta kiyunki use lagta hai ke aap us ko samajhne ke layak nahi hai.


• Eh fact kaan kar aap haeran rahe jaoge kya aap ko pata hai ke ,catchup, 1830 ke dashak me medecine ke taor par becha jata tha.


• Dragon fly ke 6 paer hote lekin phir bhi wo zameen ya kisi bhi cheez par chal nahin Sakta.


• 1923 me Russia me paeda hue 80% jawan (World war 2) WW2 me mare the.aap is baat se pata laga sakte hai ke WW2 me kitni jane gai hogi.


• Eh fact aap ko pata hona chahiye ke aap ka mooh (mouth) 1 Din me 1liter saliva produce karta hai|


• Kya aap ko pata hai cotton candy ko ek dentist ne invent kia tha aur aaj cotton candy se bachhon ke daant kharab hote hai.ek Danton ke doctor ne hi Danton ko kharab karne wali candy banai thi.


• Insaan 4 saal ki age se jhooth bolna shuru karta hai.kyuki wo baaton ko samjhne lagta hai aur kafi had tak un ka jawab bhi de sakta hai.


• Har saal 40,000 hazar American's toilet ki wajah se zakhmi hote hai.| Chahe wo toilet me fisle ya phir toilet hi toot gaya ho aesi bahut si wajah hai|


Physically aap ke liye apni kohni (elbow) chatna ya wahan tak apni jeep le jana impossible hai.isi liye bahot se programs me eh ek khel ke taor par bhi khela jata hai.


Doston mujhe ummed hai aap ko eh (amazing facts in Hindi about science) post pasand aai hogi to ise doston me share zaroor kare aur apna knowledge badhae.